Tutati hui sanso ki dor,
Ek kadam badha maut ki vor,
Chhalke kuchh aansu ankho se
Khatm hota jindgi ka daur.
ek kadam badha maut ki vor ..
antim pal me khayal aaya,
Apno ke prati bahut pyaar aaya,
Dekha jab in dubati ankho me,
Yaado ki silvato me khud ko paya |
dikhta nahi in yado ka chhor,
Ek kadam badha maut ki vor..
Khabar hai sabhi ko ek din Jana hai,
Kisi ko nahi yahan rah pana hai,
Par e dil hai ki manta hi nahi
Chhod apno ko isko nahi Jana hai |
badi mushkil se chhudaya e mohbbat ki dor ,
Ek kadam badha maut ki vor..
chhalke kuchh aasu ankho se,
Khatm hota jindgi ka daur ||||
Ek kadam badha maut ki vor,
Chhalke kuchh aansu ankho se
Khatm hota jindgi ka daur.
ek kadam badha maut ki vor ..
antim pal me khayal aaya,
Apno ke prati bahut pyaar aaya,
Dekha jab in dubati ankho me,
Yaado ki silvato me khud ko paya |
dikhta nahi in yado ka chhor,
Ek kadam badha maut ki vor..
Khabar hai sabhi ko ek din Jana hai,
Kisi ko nahi yahan rah pana hai,
Par e dil hai ki manta hi nahi
Chhod apno ko isko nahi Jana hai |
badi mushkil se chhudaya e mohbbat ki dor ,
Ek kadam badha maut ki vor..
chhalke kuchh aasu ankho se,
Khatm hota jindgi ka daur ||||
No comments:
Post a Comment